×
Music Videos
Showing posts with label Music Videos. Show all posts

The Most Awaited Remix of The Year Marjaavan By Arzutraa ft. DJ Shadow Dubai Released Today

No comments
Marjaavan, Arzutra, DJ Shadow Dubai
Arzutraa, an international singer based in London, England, who sings in Hindi, Urdu and Punjabi became popular after working with renowned Producers Atif Ali & DJ Shadow Dubai has performed at numerous international festivals & events and whilst touring she is also working on to launch her third Album in 2022.


Arzutraa's greatest musical influences have been Lata Mangeshkar and Shreya Ghoshal from the East. This is evident in her musical works where she has attempted to adopt the Bollywood style in her own music. She has admitted that Shreya Ghoshal is her main teacher when it comes to music. Her main western influence is Mariah Carey. She has managed to garner a classy melodic pop sound.

Watch the new official remix video for my favourite romantic song 'Marjaavan' below.

Watch Marjaavan - Arzutraa ft. DJ Shadow Dubai


Her music is Bollywood-inspired. Her debut album Woh Pal has various genres: dance, acoustic, ambient lounge and romantic. Arzutraa has proven her versatile ideas in both her albums 'Woh Pal' & 'Tumhaari' which demonstrate her varied style of music.

Connect with Arzutraa on Social Media:
Instagram: https://www.instagram.com/Arzutraa
Facebook: https://www.facebook.com/Arzutraa
YouTube: https://www.youtube.com/c/arzutraa

Music Video - Lut Gaye

No comments
Gulshan Kumar & T-Series presents Bhushan Kumar's Lut Gaye; a romantic ballad composed by Tanishk Bagchi, penned by Manoj Muntashir and sung by Jubin Nautiyal featuring Emraan Hashmi, and Yukti Thareja. The video is directed by Radhika Rao and Vinay Sapru.


Lyrics of Lut Gaye

Maine Jab Dekha Tha Tujhko
Raat Bhi Woh Yaad Hai Mujhko
Taare Ginte Ginte So Gaya

Dil Mera Dhadka Tha Kass Ke
Kuch Kaha Tha Tune Hass Ke
Main Usi Pal Tera Ho Gaya

Aasmano Pe Jo Khuda Hai
Usse Meri Yahi Dua Hai
Chand Yeh Har Roz Main Dekhu
Tere Sath Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi!

Paao Rakhna Na Zameen Par
Jaan Rukja Tu Ghadi Bhar
Thode Taare Toh Bichadu
Main Tere Vaaste

Aajmale Mujhko Yaara
Tu Zara Sa Kar Ishaara
Dil Jala Ke Jagmaga Du
Main Tere Raaste

Haan Mere Jaisa Ishq Mein Pagal
Phir Mile Ya Na Mile Kal
Sochna Kya Hath Ye Dede
Mere Hath Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi!

Haan Kisse Mohabbat Ke
Hain Jo Kitabon Mein
Sab Chahta Hoon Main
Sang Tere Dohrana

Kitna Zaroori Hai
Ab Meri Khatir Tu
Mushqil Hai Mushqil Hai
Lafzon Mein Keh Pana

Ab Toh Yeh Alam Hai
Tu Jaan Mange Toh
Main Shaunk Se Dedu
Saugat Mein

Aankh Uthi Mohabbat Ne Angrai Li
Dil Ka Sauda Hua Chandani Raat Mein
Oh Teri Nazron Ne Kuch Aisa Jaadoo Kiya
Lut Gaye Hum Toh Pehli Mulaqaat Mein
Oh Aankh Uthi!

Music Video Credits

  • Song: Lut Gaye
  • Singer: Jubin Nautiyal
  • Music By: Tanishk Bagchi
  • Lyrics By Manoj Muntashir
  • Featuring - Emraan Hashmi    
  • Introducing - Yukti 
  • Programmed And Arranged - Tanishk Bagchi
  • Additional Voice - Altamash Faridi
  • Mixed And Mastered - Eric Pillai at Future Sound of Bombay 
  • Mix Assistant Engineer - Michael Edwin Pillai


Music Video - Waada Hai

No comments
Waada Hai, sung and composed by Arjun Kanungo, featuring the stunning Shehnaaz Gill (of Bigg Boss 13 Fame) and the lyrics have been beautifully written by Manoj Muntashir. The duo narrate the story of many relationships of today’s generation, where marriage can be the hardest decision of them all and amidst all testing times, love always finds a way around.


Lyrics of Waada Hai

Tujhse Shuru, Hua Jo Tujhse Shuru, Wo Qisaa Tujhpe Hi Le, Hua Khatam..
Hoga Nahin, Ye Humse Hoga Nahin, Kisi Ko Denge Nahin, Teri Jagah Hum.

Tere Bina
Jiyein To Kyun
Ye Sawaal Baar-Baar Aataa Hai…

Tere Agar
Na Ho Sake
Kisi Aur Ke Na Honge Waada Hai..!!!

Wahi Roz Teri Kami 
Wahi Aankh Me Hai Nami
Wahi Dooriyan Satayein, Bata Kya Karoon..
Jisse Tu Na Apna Kahe…
Jahan Tu Na Aake Rahe..
Wo Dil Main Khud Tod Doon.

Hai Ashiqi Tu Akhiri
Hai Zid Meri Tu Akhiri
Aansoo Mera Meri Hasi 
Tu Akhiri....!!!

Tere Bina,
Main Kuchh Nahin,
Ye Khayal Baar-Baar Aata Hai 

Tere Agar
Na Ho Sake
Kisi Aur Ke Na Honge Waada Hai..!!!

Aaye Na Aaye Marzi Teri
Yaara Khuli Hain Baahein Meri..
Teri Gali Se Taa-Zindagi
Hongi Juda Na Raahein Meri..!!!

Kissa Ye Kyun,
Aadha Raha,
Ye Malaal Baar-Baar Aataa Hai…

Tere Agar,
Na Ho Sake,
Kisi Aur Ke Na Honge Waada Hai..!!!

Music Video Credits

  • Starring - Arjun Kanungo, Shehnaaz Gill
  • Singer/Composer: Arjun Kanungo 
  • Lyrics: Manoj Muntashir
  • Producer: Prasad S. & Arjun Kanungo
  • Mix & Mastered by Eric Pillai at Future Sound Of Bombay. 
  • Mixing Asst Michael Edwin Pillai
  • Keys - Sasmit Rudra
  • Bass - Roland Fernandes
  • Guitars - Bhushan Chitnis
  • Violin - Jeetu & Ajay Jayanthi

Music Video - Baby Girl

No comments
This latest song is composed by Guru Randhawa. The song is sung by Dhvani Bhanushali & Guru Randhawa. The video directed by Remo D'Souza.


Lyrics of Baby Girl

Baby girl
Baby girl
Baby girl
Baby girl

Hoke ni taiyar
Kithe chali ghar ton baahar
Tainu kihda intezar
Baby girl baby girl

Hoke ni taiyar
Kithe chali ghar ton baahar
Tainu kihda intezar
Baby girl baby girl

Hoke ve taiyar
Chali shopping nu haan yaar
Tere dil na chakk le baahar
Sanam your girl baby girl baby

Kanna layi jhumki lai de ve
Hathan layi kangan lai de ve
Jehdi gall sunan nu dil kare
Mainu I love you vi keh de ve

Kanna layi jhumki lai dunga
Hathan layi kangan lai dunga
Je tu zindagi mere naam kare
Tainu I love you vi keh dunga
Baby

High rated tera yaar
Tu lagdi ae Lambo car
Tere wargi na mutiyaar
Baby girl baby girl

Hoke ni taiyar
Kithe chali ghar ton baahar
Tainu kihda intezar
Baby girl baby girl
Baby

Tera naa laike chhedan aan
Saheliyan ve
Mainu taan hai lagdi ae
Teriyan sariyan cheli ve

Mere yaar vi karde mainu tichran ni
Te teri meri gall banati mere beliyan ne

Hai mehnga mera dil
Nahio sasta jaana mil
Tu kuchh karke taan vekha
Mere mummy nu mana

Tu ik vaari karde haan
vekhi paa deyuga jatt gaah
Dede dil de vich jagah
Mummy daddy leyu mana

Hoke ni taiyar
Kithe chali ghar ton baahar
Tainu kihda intezar
Baby girl baby girl

Hoke ve taiyar
Chali shopping nu haan yaar
Tere dil na chakk le baahar
Sanam your girl baby girl baby
Baby girl baby

Baby girl baby
Baby girl baby girl
Baby baby baby girl baby girl

Music Video Credits

  • Song: BABY GIRL 
  • Featuring: Guru Randhawa & Dhvani Bhanushali
  • Singers: Guru Randhawa & Dhvani Bhanushali
  • Lyrics: Guru Randhawa
  • Composition: Guru Randhawa 
  • Music: Vee
  • Mix Master: Crossflow (UK) 
  • Recorded by Surjeet Ghosh Mazumdar at T-Series Studio

Music Video - Jinke Liye

No comments
This new song is from the album Jaani Ve and sung by Neha Kakkar featuring Jaani. The music for this song is composed by B Praak. The video director for this song is Arvindr Khaira.


Lyrics of Jinke Liye

Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tere liye meri ibaadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain
Tu sharam kar teri aadatein wohi hain

Jinke liye hum rote hain
Ho jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain
Hum galiyon mein bhatakte phirte hain
Woh samandar kinaaron pe hote hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Paagal ho jaoge aana kabhi na
Galiyon mein unki jaana kabhi na
Jaana kabhi na
Hum zinda gaye kareeb unke
Ab dekho mare huye laute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Hathon se khelte honge ya pairon se
Fursat kahan ab unko hai ghairon se
Unki mohabbatein har jagah
Woh jo kehte the hum iklaute hain

Jinke liye hum rote hain
Woh kisi aur ki baahon mein sote hain

Kabhi yahan baat karte ho
Kabhi wahan baat karte ho
Aap bade log ho saahab
Humse kahan baat karte ho

Aaj us shakhs ka naam batayenge
Jaani tha Jaani mile jis kaayar se
Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo
Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se

Aag ka dariya zafa unki
Har din lagane gote hain

Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain

Ho jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain
Jinke liye hum rote hain
Kisi aur ki baahon mein sote hain

Music Video Credits

  • Song - Jinke Liye
  • Album - Jaani Ve
  • Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
  • Composer and Lyrics - Jaani
  • Music - B Praak
  • Music Label - T-Series 
  • Film By - Arvindr Khaira

Music Video - Sawan Mein Lag Gayi Aag

No comments
This song is featuring Yami Gautam, Vikrant Massey and music of this new song is recreated by Payal Dev while lyrics penned by Mohsin Shaikh, Payal Dev, Badshah and video is directed by Puneet Khanna.


Lyrics of Sawan Mein Lag Gayi Aag

Doodh ubaloge….
Doodh ubaloge to jhaag lagegi
aur jo saawan mein 
aise naachogi to aag lagegi
aag lagegi
aag lagegi

Haye pataka main 
Bam ka dhamaka main
Nazreen karari meri
Dil pe daalu daka main

Sau aage do sau peeche 
Chup Chup ke photo khiche
Dekhu jo main palat 
Inpe Bijli Gir jaye re

Social media pe charche bade hain
Bacche kya buddhe mere peeche pade hain

Sawan mein lag gayi aag
ke Dil mera haaye - 2
Sun ek Haseena 
Paagal Deewani - 2
Aaj na soya saari -2
Aaja na soya saari raat
ke Dil mera haaye
Sawan mein lag gayi aag
ke Dil mera haaye

#RAP

Tujhko dekha jabda mera
floor par jaa gira
Dilli me tune thuma lagaya
Shake ho gaya Aagra
Mujhse jo tu milne aayi
Colony me baat phail gayee
Laal dress jo daal ke nikli
Gudgawan tak aag phail gayee
Ek bhi launda la chorne ki
tune kasam si kaa rakkhi hai
Ladkon ki life pe puri 
Pakad bana rakkhi hai
TikTok pe duniya tune
Peechhe laga rakkhi hai
Kasar na choddi tune koi
Basad macha rakkhi hai Rani
Basad macha rakkhi hai

#Antra 

Ho,
Gajra laga ke aayi 
kesh mein haye, kesh mein
Aashiq hai jane kitne 
race mein haye race mein

Gajra lagake aayi 
kesh mein haaye, kesh mein
Aashiq hai jane kitne 
race mein haye race mein

Jaana hai kis pardes me haye
des mein
Teri jawani jaise chalta heater hai
Jal na jaye koi yeh mujhko fikar hai
Ho na jaye koi - 2
Ho na jaye gandi baat 
Dil mera haaye
Sawan mein lag gayi aag
ke Dil mera haaye

Sunn O Kameene 
Paagal deewane - 2
Sone na dungi saari - 2
Sone na dungi saari raat
ke Dil mera haaye
Sawan mein lag gayi aag
Dil mera haaye
Ho,
Sawan mein lag gayi aag
Ke Dil mera haaye

Music Video Credits

  • Singer - Mika Singh, Neha Kakkar & Badshah
  • Music Recreated By - Payal Dev
  • Lyrics - Mohsin Shaikh & Payal Dev
  • Rap Lyrics - Badshah
  • Music Production Mix & Master - Aditya Dev
  • Original Composer & Lyrics - Mika Singh
  • Film – Ginny Weds Sunny 

Music Video - Dil Tod Ke

No comments
This new romantic song features Abhishek Singh, Kaashish Vohra & Jubin Shah and is sung by Rochak Kohli Feat. B Praak. The music is composed by Rochak Kohli and lyrics are penned by Manoj Muntashir. The video is directed by Ashish Panda.


Lyrics of Dil Tod Ke

Sawal ek chhota sa tha
Jiske peechhe yeh poori zindagi barbaad kar li
Bhulaun kis tarah woh donon aankhein
Kitaabon ki tarah jo yaad kar li

Tum de rahi ho dil mein kisi aur ko jagah
Lekin koyi na chahega tumko meri tarah

Kya hai kusoor mera
Jo dil se utar gaya
Mud ke bhi na dekha mujhe
Tumne ek dafaa

Jaise gayi ho
Jaise gayi ho
Jaata hai kya koyi
Aise chhod ke

Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke

Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere

Woh tum hi to thi
Jo baar baar aake
Lagti thi gale mere
Woh bhi tum hi thi
Har roz sath jiske
Dil raat dhale mere

Kahan gayi tum ho
Kahan gayi tum dard se mera
Rishta jod ke

Dil tod ke
Ho dil tod ke hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Ho dil tod ke

Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil

Ho galiyon galiyon liye khada main
Tukda tukda dil
Kaash kisi ne poochha hota
Kaise ujda dil

Kaise bhar di
Kaise bhar di nadiya maine
Aanchal nichod ke

Dil tod ke
Hasti ho mera
Wafayein meri yaad karogi
Pher do mujhse aaj nigaahein
Kadar mere baad karogi
Dil tod ke
Haaye dil tod ke

Sirf dil toota hai saans nahi
Dhadkanon mein rawani abhi baaki hai
Pyar ka kissa khatam ho gaya to kya
Zindagi ki kahaani abhi baaki hai

Haaye dil tod ke

Music Video Credits

  • Song: Dil Tod Ke 
  • Artist: Rochak Kohli Feat. B Praak
  • Music: Rochak Kohli
  • Lyrics: Manoj Muntashir 
  • Music Produced, Mixed and Mastered by Aditya Dev
  • Music Label: T-Series 

Music Video - Dil Chahte Ho

No comments
This latest video features Jubin Nautiyal & Mandy Takhar and this romantic song is sung by Jubin Nautiyal & Payal Dev, composed by Payal Dev and lyrics are penned by A.M.Turaz. The video is directed by Navjit Buttar.


Lyrics of Dil Chahte Ho

Dil chahte ho ya jaan chahte ho
Humse batao ke kya chahte ho

Dil chahte ho ya jaan chahte ho
Humse batao ke kya chahte ho
Khud ke hi andar mar jaayege
Gamm na kabhi bahar laayenge

Hanste hanste kar denge yeh bhi
Hona agar tum judaa chahte ho
Hanste hanste kar denge yeh bhi
Hona agar tum judaa chahte ho

Dil chahte ho ya jaan chahte ho
Humse batao ke kya chahte ho

Ishq humara jag se judaa hai
Khushiyan tumhari humari wafa hain
Kismat apni padh li hai humne
Tumhare siva na kuchh bhi likha hai

Mujrim bhi hum ban jaayenge
Dena agar tum saza chahte ho
Hanste hanste kar denge yeh bhi
Hona agar tum judaa chahte ho

Hum to bane hain tumhari hi khaatir
Tumhare hi kaam to aayege aakhir
Hum mein humara to kuchh bhi nahi hai
Jo tum kaho bas wohi sahi hai

Hak mein humare shauk se kar do
Karna agar bad’dau chahte ho

Hanste hanste kar denge yeh bhi
Hona agar tum judaa chahte ho
Dil chahte ho ya jaan chahte ho
Humse batao ke kya chahte ho

Music Video Credits

  • Song  - Dil Chahte Ho
  • Singer - Jubin Nautiyal & Payal Dev 
  • Music - Payal Dev
  • Lyrics - A.M.Turaz
  • Music Producer - Aditya Dev
  • Mix & Master - Aditya Dev
  • Music Supervision - Raj Chanana, Shivam Chanana, Sonal Chawla, Vivin Sachdeva
  • Live Flute - Tejas Vinchurkar
  • Live Violins  - Prakash Verma, Chandan Singh, Raju Padhiyar, Paresh Parikh, Sushil Verma, Sanjay Verma, Dharmendra Jawda, Jitendra Jawda, Sanjay Verma
  • Strings Conducted by Aditya Dev
  • Strings Recorded at AMV Studio
  • Sound Engineer - Rahul Sharma
  • Assistant Engineer - Sameer Dharap
  • Vocals Recorded at - Aditya Dev Studios
  • Music Label - T-Series 

Music Video - Taaron Ke Shehar

No comments
The song depicts a tale of an intense love story followed by pain and separation featuring Neha Kakkar & Sunny Kaushal. The song is composed and penned by Jaani.


Lyrics of Taaron Ke Shehar

Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi
Na chain se jeene degi
Na chain se marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Humein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Humein pyar na karne degi

Jo tum na meri baahon mein
Main to so nahi sakta
Khuda ne tujhko diya mujhe
Tujhe main kho nahi sakta

Main marr jaunga agar kabhi
Kehna pad gaya yeh sanam
Main tera hi hoon
Magar tera ho nahi sakta

Humein maar hi na daale
Buri nazar yeh logon ki
Yeh hath chhudayenge
Na hath pakadne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Humein pyar na karne degi

Chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Humein pyar na karne degi

Log humse jalte hain
Jalte hain iss baat pe
Kyun itne zyaada khoobsurat
Lagte hain hum sath mein

Log humse jalte hain
Jalte hain iss baat pe
Kyun itne zyaada khoobsurat
Lagte hain hum sath mein

Jo bhi ishq mein hote hain
Hote hain deewane se
Khushi nahi dekhi jaati
Mohabbat ki zamaane se

Mujhe pata hai oh janam
Chahe kuchh bhi ho jaaye
Tu khud mar jaayegi
Jaani na marne degi

Haan chalo le chalein tumhein
Taaron ke shehar mein
Dharti pe yeh duniya
Humein pyar na karne degi

Music Video Credits

  • Song: Taaron Ke Shehar
  • Featuring:- Neha Kakkar & Sunny Kaushal
  • Singers:-Neha Kakkar & Jubin Nautiyal
  • Lyrics, Composer and Music:- Jaani  
  • Music Programming:- Gaurav Dev and Kartik Dev 
  • Mix & Mastered By:- Gurjinder Guri and akash
  • Neha Kakkar's vocals recorded at AMV by Rahul M Sharma 
  • Assist By Samir Dharap
  • Guitar:- Shomu Seal
  • Guitars recorded at T series studio

Music Video - Teri Aankhon Mein

No comments
The new song is a musical love story that unfolds when a girl meets a boy on a rainy night, featuring Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri and Rohit Suchanti. The song is sung by Darshan Raval & Neha Kakkar while penned by Kumaar and music by Manan Bhardwaj.


Lyrics of Teri Aankhon Mein

Haan kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de
Kar dena chhoti moti ghaltion ko maaf
Itna sa bas ehsaan kar de

Tu jo hai naraaz meri saansein na chalein
Maan ja tu jeena yeh aasan kar de
Tu khol mere dil ko aur lele talaashi
Koyi bhi milega na tere siwa tere siwa

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Bhar ke rakhti hoon jebein
Main main dil ki apni
Bol kitna tu maange udhar
Jo main pyasa ke boondi tu maang to sahi
Bol kitna tu maangega pyar

Baitha hai gussa teri naak pe aise
Thok diya tujhko maine chhod diya jaise
Mar ke bhi chhodun na tu manega kaise
Nikaal na zubaan se aise marne ki baat

Pyar aisa karunga
Ke tu degi shabashi
Misaal main dunga
Apne pyar ki bada

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein
Ishq ko odh lein sab hadein tod de
Aaj donon mil ke ik naye rishte ko jod dein

Tu bole na mujhe kuchh
Aur main sunti rahun
Aise pyar karte karte
Duniya ko chhod doon

Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya
Teri aankhon mein dikhta jo pyar mujhe
Meri aankhon mein bhi tujhe dikhta hai kya

Music Video Credits

  • Starring: Divya Khosla Kumar, Pearl V Puri, Rohit Suchanti, Diksha J Singh
  • Singer: Darshan Raval & Neha Kakkar 
  • Music: Manan Bhardwaj
  • Lyrics: Kumaar
  • Music Supervision: Raj Chanana, Shivam Chanana, Sonal Chawla, Vivin sachdeva 
  • Arranged & Programmed: Manan & Sarthak (Namyoho Studios) 
  • Mixed & Mastered: Eric pillai (Future Sound Of Bombay)
  • Backing Vocals: Manan Bhardwaj
  • Live Rhythm: Shreedarachari
  • Music Label: T-Series

Sanjay Dutt's Bhoom's new song 'Daag' will make you feel emotional

No comments
Makers Bhushan Kumar and Sandeep Singh and Director Omung Kumar leaving no stone unturned to guarantee that Sanjay Dutt's most awaited comeback movie "Bhoomi" is undoubtedly justified regardless of the hold up. Subsequent to release the music collection online of a standout amongst the most foreseen movies of the year, the producers of "Bhoomi" have now proceeded to release the third song titled 'Daag'.

"Daag" has been sung by none other than conspicuous artist Sukhwinder Singh with music formed by Sachin-Jigar and verses by Priya Saraiya. Watch the song here:

Daag is an enthusiastic song which implies the hardships confronted by a father and little girl and how they together fight the chances. Artist Sukhwinder Singh's genuine vocals are the spirit of this tune.

"Bhoomi" is an enthusiastic and touchy reprisal movie that investigates the connection between a father and little girl. The film likewise stars Aditi Rao Haydari and Sharad Kelker in vital roles.

Produced by T-Series and Legend Studios, "Bhoomi" releases worldwide on September 22nd, 2017.

Deepika Padukone sets the screen ablaze in ‘Raabta’ title track - watch video

No comments

Songs For Single Bells To Get Through This Valentine

No comments
Songs for single

While you walk the lonely street on this valentine, you'll see many couples getting lovey-dovey all over the place. Facebook, twitter, restaurants, particularly movie theaters will be overwhelmed with love birds celebrating this “special day” while the singles are left feeling extra-lonely.

However, much the same as there are a sure things that no one but couples can appreciate, there are couple of things no one but singles can. Enjoy this kickass playlist we made for all singles.

Jiya Jiya Re Jiya Re

Well, if you can enjoy life like that and say Khud hi se maine ishq kiya re. then do you even need anything else in life.



Sheila Ki Jawani

The next time your annoying couple friends try to hook you up with somebody, you know what to say, I know you want me but you’re never gonna get me, tere haath kabhi na aani.



Just Go to Hell, Oh Dil

Just tell your dil to STFU and go to hell. You’ll feel a lot better.



Dard-e-Disco

Dance your dard-e-disco out.



Chor Bazari

TBH, it’s one of the happiest and most practical break up songs there are. Ghatni hi thi yeh bhi ghatna, ghatte ghatte lo yeh  ghat gayi.



The Breakup Song

Use phone mila, aur gaali de, photo jalaa ke kar de raakh, saale tere maa ki aankh. We’re sure your friend who didn’t like your ex will enjoy this one more than you will.



Emotional Attyachar

This one’s your anthem. Blame them for all the emotional attyachaar they put you through and dance it out.



Jaa Chudail

The passive aggressive folks who have more than had it with their ex, say Jaa Chudail and get your groove on.



Bann Gaya Kutta

Feel lucky for not being Kutta in relationship.

Recent Stories
Copyright © radioBollyFM all rights reserved
Play Radio app for Android on Google Play
Play Radio app for Android
Listen to your favorite radio seamlessly with our official app.