Lyrics of Jinke Liye
Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tere liye meri ibaadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain Tu sharam kar teri aadatein wohi hain Jinke liye hum rote hain Ho jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Hum galiyon mein bhatakte phirte hain Woh samandar kinaaron pe hote hain Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Paagal ho jaoge aana kabhi na Galiyon mein unki jaana kabhi na Jaana kabhi na Hum zinda gaye kareeb unke Ab dekho mare huye laute hain Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Hathon se khelte honge ya pairon se Fursat kahan ab unko hai ghairon se Unki mohabbatein har jagah Woh jo kehte the hum iklaute hain Jinke liye hum rote hain Woh kisi aur ki baahon mein sote hain Kabhi yahan baat karte ho Kabhi wahan baat karte ho Aap bade log ho saahab Humse kahan baat karte ho Aaj us shakhs ka naam batayenge Jaani tha Jaani mile jis kaayar se Ghalti thi chhoti mohabbat kari jo Ghalti badi thi ke kar baithe shayar se Aag ka dariya zafa unki Har din lagane gote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Ho jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain Jinke liye hum rote hain Kisi aur ki baahon mein sote hain
Music Video Credits
- Song - Jinke Liye
- Album - Jaani Ve
- Singer - Neha Kakkar Feat. Jaani
- Composer and Lyrics - Jaani
- Music - B Praak
- Music Label - T-Series
- Film By - Arvindr Khaira
No comments
Post a Comment